aakhri umr hai kya rounak e dunya dekhun

2
Aakhri Umr Hai Kya Rounak E Dunya Dekhun Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun Aakhri Waqt Hai Kya Rounak E Dunya Dekhun Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun Isne Bhi MADINA Dekhliya, Usne Bhi MADINA Dekhliya.. Aiye Kaas Kabhi To Me Bhi Kahun, Meine Bi MADINA Dekhliya Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun Hajion Ke Ban Rahen Hain Kafile Fir Ya Nabi, Phir Nazar Me Bas Gaye Haj Ke Manajir Ya Nabi.. Aah Mera Kya Banega Gar Nah Haj Par Ja Saka, Tum Bulalo Tum Bulane Par Ho Kadir Ya Nabi… Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun Har Waqt Tassawar Me Madine Ki Gali Ho, Aur Yaad Muhammad Ki Mere Dil Basi Ho… Aiye Kaash Me Ban Jaun Madine Ka Musafir, Fir Rote Hue Taiba Ko Baarat Chali Ho… Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun Allah Ka Ghar Khuld Ka Naksha Nahi Dekha, Kuch Bhi Nahi Dekha Jo MADINA Nahi Dekha… Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun Ummid Hai Sarkaar Kadmon Me Bulayenge , Karam Ki Jab Nazar Hogi Hum Bhi Madine Jayenge… Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun Darbaare Muhammad Ka Khazina Lilkh De, Shani Na Ho Jiska Wo Naginah Likhde, Aiye Kaas Ho Taqdeer Hum Sab Ki Kismat Me, Madfan Ke Liye Sirf MADINA Likh De… Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun Main MADINAY Chala, Mein MADINAY Chala, Phir Karam Ho Gaya Main MADINAY Chala. Kaif Sa Cha Gaya Main MADINAY Chala, Jhoomta Jhoomta Main MADINAY Chala. Mere Aaqa Ka Darr Hoga Paish-E-Nazar, Chahiye Aur Kya Main MADINAY Chala. Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun Ek Roz Hoga Jana Sarkaar Ki Gali Me Hoga Wahin Thikana Sarkaar Ki Gali Me.. Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun Teri Jaliyon Ke Neeche, Teri Rehmaton Ke Saaye (2) Jise Dekhni Ho Jannat, Woh MADINA Dekh Aaye Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun Bulalo Ya Rasool Allah… Bulalo Ya Rasool Allah…

Upload: ashrafizahid

Post on 03-Oct-2015

14 views

Category:

Documents


1 download

TRANSCRIPT

Aakhri Umr Hai Kya Rounak E Dunya DekhunAbto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA DekhunAakhri Waqt Hai Kya Rounak E Dunya Dekhun

Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun

Isne Bhi MADINA Dekhliya, Usne Bhi MADINA Dekhliya..Aiye Kaas Kabhi To Me Bhi Kahun, Meine Bi MADINA DekhliyaAbto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA DekhunHajion Ke Ban Rahen Hain Kafile Fir Ya Nabi,Phir Nazar Me Bas Gaye Haj Ke Manajir Ya Nabi..Aah Mera Kya Banega Gar Nah Haj Par Ja Saka,Tum Bulalo Tum Bulane Par Ho Kadir Ya NabiAbto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA DekhunHar Waqt Tassawar Me Madine Ki Gali Ho,Aur Yaad Muhammad Ki Mere Dil Basi HoAiye Kaash Me Ban Jaun Madine Ka Musafir,Fir Rote Hue Taiba Ko Baarat Chali HoAbto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA DekhunAllah Ka Ghar Khuld Ka Naksha Nahi Dekha,Kuch Bhi Nahi Dekha Jo MADINA Nahi DekhaAbto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA DekhunUmmid Hai Sarkaar Kadmon Me Bulayenge ,Karam Ki Jab Nazar Hogi Hum Bhi Madine JayengeAbto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA DekhunDarbaare Muhammad Ka Khazina Lilkh De,Shani Na Ho Jiska Wo Naginah Likhde,Aiye Kaas Ho Taqdeer Hum Sab Ki Kismat Me,Madfan Ke Liye Sirf MADINA Likh DeAbto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA DekhunMain MADINAY Chala, Mein MADINAY Chala,Phir Karam Ho Gaya Main MADINAY Chala.Kaif Sa Cha Gaya Main MADINAY Chala,Jhoomta Jhoomta Main MADINAY Chala.Mere Aaqa Ka Darr Hoga Paish-E-Nazar,Chahiye Aur Kya Main MADINAY Chala.

Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun

Ek Roz Hoga Jana Sarkaar Ki Gali MeHoga Wahin Thikana Sarkaar Ki Gali Me..

Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun

Teri Jaliyon Ke Neeche, Teri Rehmaton Ke Saaye (2)Jise Dekhni Ho Jannat, Woh MADINA Dekh Aaye

Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun

Bulalo Ya Rasool Allah Bulalo Ya Rasool Allah

Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun

Ya Moula Meri Aankhen Mujhe Wapas Kar DeTaake Is Baar Me Jee Bhar Ke MADINA Dekhun..

Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun

Jo MADINA Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat HotiWohi Raah Bhool Jaate, To Kuch Aur Baat HotiMeri Aankh Jab Bhi Khulti Teri Rehmato Se AaQaTujhe Saamne Jo Paata, To Kuch Aur Baat Hoti

Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun

Bulalo Phir Mujhay Ey Shahe Bahrobar, MADINAY MainMain Phir Rota Huwa Aaoon, Teray Dar Par MADINAY Mein.Abto Bas Ek Hi Dhun Hai Keh MADINA Dekhun