Name :
Year :
Namaaz bahot ahem
ibaadat hai, is ko muqarar
waqt par padhna zaroori
hai, bagair kisi majboori ke
namaaz qaza karna
kabeera gunaah hai. Tauba
karne se gunaah maaf ho
jaata hai, lekin is ne jo
namaaz chod di thi woh
maaf nahi hoti, in ki qaza
laazim hoti hai. Hadees
Shareef mein hai : jo
shakhs kisi namaaz ko
bhool jaaye ya neend ki
wajah se namaaz ada na
kar paaye toh is ki talaafi
yahi hai ke jab yaad aa
jaaye namaaz padh le.
[Muslim : 1600, Anas ]
Farz aur waajib namaazon
Ki qaza karna
Qaza namaaz
1
laazim hai. Teen makruh
auqaat (tulu-e aaftaab
(sunrise), zawaal-e-
aaftaab (midday) aur
guroob-e-aaftaab (sunset)
ke alaawa kisi bhi waqt
qaza namaaz padh sakte
hain.[Shaami : 5/312]
Qaza namaaz padhne ka
tareeqa wahi hai jo ada
namaaz padhne ka hai, sirf
niyyat ka thoda sa farq hai
ke jo namaaz qaza ho gayi
ho us ka waqt aur din
muta‘aiyyan kar ke niyyat
kare ke main falaan din ki,
falaan waqt ki namaaz
padh raha hu, maslan is
tarah niyyat kare ke main
guzishta kal ya itwaar ke
din ki fajr ki namaaz qaza
karta
Qaza namaazpadhne ka tareeqa
2
hoon. Niyyat karne ke
baad jis tarah ada namaaz
padhi jaati hai usi tarah
qaza namaaz bhi padhe.
[Shaami : 5/344]
Masla: Agar kisi ke zimme
bahot si namaazein qaza
ho aur use din yaad na ho
toh is tarah niyyat kare ke
mere zimme jis qadar fajr
ki namaazein baaqi hain in
mein se pehli fajr ki
namaaz padhta hoon ya in
mein se aakhri fajr ki
namaaz padhta hoon. jab
bhi qaza namaaz padhe isi
tarah niyyat kare.
[Shaami : 5/344]
3
Masla: Agar kisi be
namaazi ne tauba kar li
aur namaaz paabandi se
padhne laga toh us ke liye
zaroori hai ke us ki jitni
namaazein qaza huvi hain
un ka andaaza laga kar
likh le aur rozaana kuch na
kuch qaza namaazein waqt
nikaal kar padhta rahe,
qaza namaazon ko ada
karne ki aasaan soorat yeh
hai ke har farz namaaz se
pehle ya baad mein ek do
waqt ki qaza namaaz padh
le.
[Al Bahrur Raaiq: 2/86]
4
JANUARY FEBRUARY
5
Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
FajrDate Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
MARCH APRILDate Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
FajrDate Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
6
JUNEMAYDate Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
FajrDate Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
7
JULY AUGUSTDate Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
FajrDate Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
8
SEPTEMBER OCTOBERDate Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
FajrDate Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
9
NOVEMBER DECEMBERDate Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
FajrDate Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
10
Gusl ke Faraaiz
Gusl mein 3 farz hain :
Wuzu ke Faraaiz
1 Munh bhar kar
kulli karna.
2 Naak mein paani
daalna.
3 Poore badan par
is tarah paani
bahaana ke ek baal
baraabar bhi koi
jaga sookhi na
rahe.
Wuzu mein 4 farz hain:
1 Peshaani ke baalon
se thodi (chin) ke
neeche tak aur ek
kaan ki lau se
doosre kaan ki lau
tak poora chehra
dhona.
11
2 Donon haathon ko
kohniyon samet
dhona.
3 Chauthaai (1/4) sar
ka masah karna.
4 D o n o n p a a o n
takhnon samet
dhona.
Namaaz ke baahar
saat faraaiz hain,
j inhein “Sharaai t”
kehte hain.
1 Badan ka paak
hona.
2 Kapdon ka paak
hona.
3 Jaga ka paak hona.
4 Satar ka chhupaana.
5 Namaaz ka waqt
hona.
Namaaz ke sharaait
12
Namaaz ke andar 6
faraaiz hain, jinhein
"Arkaan" kehte hain.
1 T a k b e e r - e -
Tahreema (Allah
akbar) kehna.
2 Q a y a a m k a r n a
y a a n i s e e d h a
khada hona.
3 Q i r a a t k a r n a
(Quraan-e-Majeed
padhna).
4 Ruku karna.
5 D o n o n s a j d e
karna.
6 Qaada-e-akheera
mein tashahhud ki
miqdaar baithna.
Namaaz ke arkaan
6 Qible ki taraf rukh
karna.
7 Niyyat karna.
13
Hidaayaat
R o z a a n a f a r z
Namaaz ke saath
ek namaaz qaza
bhi karte rahein
aur d iye gaye
k h a n o n m e i n
nishaan bhi lagaain.
Agar waqt ziyaada
ho to us waqt ek
se ziyaada din ki
qaza kar ke itne
din ke khaanon
mein nishaanaat
laga dein.
14