hddff-tthhaannkkss s scc hhoollaarrshiipps # # 33 · wo noor tha teri ankhon main, thaa roshan apni...

5
RANI REHMAN SCHOLARSHIPSFor Girls Middle School at Chak # 297 JB, Gojra, Pakistan Rani Rehman (October 10, 1921-July 2, 1982) HDF-THANKS SCHOLARSHIPS # 3 Date Established 8-14-13

Upload: others

Post on 20-Jan-2020

1 views

Category:

Documents


0 download

TRANSCRIPT

Page 1: HDDFF-TTHHAANNKKSS S SCC HHOOLLAARRSHIIPPS # # 33 · Wo noor tha teri ankhon main, Thaa roshan apni rahon main. Jab teray hazoor main hotay thay, Hum kitnay saroor main hotay thay

“RANI REHMAN SCHOLARSHIPS” For

Girls Middle School at Chak # 297 JB, Gojra, Pakistan

Rani Rehman (October 10, 1921-July 2, 1982)

HHDDFF--TTHHAANNKKSS SSCCHHOOLLAARRSSHHIIPPSS ## 33 Date Established 8-14-13

Page 2: HDDFF-TTHHAANNKKSS S SCC HHOOLLAARRSHIIPPS # # 33 · Wo noor tha teri ankhon main, Thaa roshan apni rahon main. Jab teray hazoor main hotay thay, Hum kitnay saroor main hotay thay
Page 3: HDDFF-TTHHAANNKKSS S SCC HHOOLLAARRSHIIPPS # # 33 · Wo noor tha teri ankhon main, Thaa roshan apni rahon main. Jab teray hazoor main hotay thay, Hum kitnay saroor main hotay thay

Tu makaz meri dharkon ka,

Tu mehwar meray jewan ka.

Hum sub per teri chaya thee,

Tu apna kul sarmaya thee.

Hum Rab ke ebadat karte thay,

Per tuj se mohabbat kerte thay.

Goadi mein teri jaadoo tha,

Oar payar tera be-qaboo tha.

Thandak thee teri chaon main,

Jannat thee tere paon main.

Jab saathi tera bichra tha.

Ghar hansta basta ujra tha,

Lekin ye teri himat thee,

Danish thee, teri jurat thee.

Bachoan ko sahara jis ne dya

Tuoofan ko kinara jis ne dya,

Tu thee tau koi khoaf na tha,

Andheray main ujala sath raha,

Kya khush thay teray hasaar main hum,

Hoan jesay ek kachaar main hum,

Tu baad- e-saba ka jhonka thee,

Tu payar ka behta darya thee.

Wo noor tha teri ankhon main,

Thaa roshan apni rahon main.

Jab teray hazoor main hotay thay,

Hum kitnay saroor main hotay thay.

Dam tera apni hasti thee,

Tu apnay man main basti thee.

Tujse zid jab kartay thay, From the book: “Saraktay Lumhay by M.Nzir Shams

Khushiyon se daaman bhartay thay,

Taasir ye teri yaad kee hay, Hai aaj bhi hum ko chaah teri

Tu sath hamaray aaj bhi hay. Taktay Hain aaj bhi raah teri

Page 4: HDDFF-TTHHAANNKKSS S SCC HHOOLLAARRSHIIPPS # # 33 · Wo noor tha teri ankhon main, Thaa roshan apni rahon main. Jab teray hazoor main hotay thay, Hum kitnay saroor main hotay thay

We miss you “Bibijee”

Rashid and Yasmin Khawar, Bashir and Tesneem Chaudhary, Nazir and Yasmin Shams

Page 5: HDDFF-TTHHAANNKKSS S SCC HHOOLLAARRSHIIPPS # # 33 · Wo noor tha teri ankhon main, Thaa roshan apni rahon main. Jab teray hazoor main hotay thay, Hum kitnay saroor main hotay thay

Rehman and Rani Rehman Scholarships for students of Primary Schools at Chak No 297

JB were started in 1985. These scholarships were established to honor our parents and to pay

thanks to the community who acted like family members after our father’s sudden death.

These are merit based scholarships and are awarded to the top 3 students in each class.

These scholarships are now being transferred to HDF Endowment so that they can be

continued after we join our parents in the hereafter. The year 2015 represents the 31st year of

these scholarships.

The first Rani Rehman Scholarship (THANKS Scholarship # 2) was for the students of the

primary classes and this scholarship is for the students of the middle classes of the Girls

Middle School at Chak # 297 JB, Gojra.

Awards Ceremony of 2015