hifaazat - deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/hifazat...1-shaitaan se hifaazat ki...

46
HIFAAZAT Qur'an aur Huzoor ki Duaaon ke zariye

Upload: ledat

Post on 11-Mar-2018

291 views

Category:

Documents


12 download

TRANSCRIPT

Page 1: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

HIFAAZATQur'an aur Huzoor ki

Duaaon ke zariye

Page 2: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

1-Shaitaan se hifaazat ki dua

2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua

3-Nazare bad ka ilaaj

4-Kisi se khatre ya khauf ke waqt ki dua

5-Imaan par saabit qadmi ki dua

6-Gam wa pareshaani door karne ke liye

INDEX

9-Beemaari (Nazare bad wagaira) se hifaazat ki dua

10-4 Cheezon se bachne ki dua

11-Jaadu se hifaazat ka nuskha

Page 3: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

14-Badan ki salaamati ki dua

15-Nuqsaan se bachne ki dua

16-Tamaam zarooraton ka hal

17-Shaitaan ke asraat se hifaazat aur bhi kai fawaaid

18-Aaseb aur saher wagaira se hifaazat ka Nabawi nuskha

19- Sageera gunaahon se maafi ki dua

21-Manzil

22-Nuqsaan se hifaazat (Istikhaare ki Dua)

20-Har Farz namaaz ke baad Padhein

12-Museebaton se najaat haasil karne ka nabawi nuskha

13-Har qism ki aafiyat ka nabawi nuskha

Page 4: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

1 - Shaitaan se hifaazat ki dua

Subah ke waqt padhein

Tarjama : Main shaitaan mardood se Allah ki panaah mein aata hoon, jo sunne waala aur jaanne waala hai.

[Amalul Yaum Wallaila Libni Sinni : 49, Anas Bin Maalik ]

Aoozu billaahis samee’il aleemi minash shaitaanir rajeem.

Fazeelat / Hadees : Rasoolullah ne farmaaya : Jo shakhs subah ke waqt yeh dua padhega, to shaam tak shaitaan ke shar se mehfooz ho jaayega.

1

Page 5: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

2 - Kisi bhi cheez ke shar sehifaazat ki dua

Tarjama : Main Allah Ta'ala ke mukammal kalimaat ki panaah mein aata hoon tamaam makhlooq ke shar se.

Aoozu bikalimaatil laahit taammaati min sharri maa khalaq.

[Muslim : 7053, Khaula Binte Hakeem ]

Fazeelat / Hadees : Rasoolullah ne farmaaya : Jo shakhs kisi bhi jagah par qayaam kare phir yeh dua padhe to jab tak wahaan thhehra rahega koi cheez us ko nuqsaan nahin pohnchaayegi.

2

Page 6: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

3 - Nazare bad ka ilaaj

Tarjama : Aye Allah! Nazare bad ki garmi aur us ki thhandak aur us ki takleef ko door farma.

Fazeelat / Hadees : Ek shakhs ko nazar lag gayi thi to Aap ne us ke seene par haath rakh kar yeh dua farmaai.

Allaahumma azhib harraha wa bardaha wa wasabaha.

[Amalul Yaum Wallaila Nasai: 1033, Aamir Bin Rabee'ah ]

3

Page 7: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

4 - Kisi se khatre ya khaufke waqt ki dua

Tarjama : Aye Allah! Ham (apni hifaazat ke liye) aap ko un dushmanon ke muqaable mein pesh karte hain aur un ki buraai se panaah chaahte hain.

Allaahumma inna naj’aluka fee nuhoorihim wa naoozubika min

shuroorihim.[Abu Daawood: 1537, Abdullaah Bin Abi Bardah ]

Fazeelat / Hadees : Rasoolullah jab kisi se khatra mehsoos karte, to yeh dua farmaate.

4

Page 8: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

5 - Imaan par saabit qadmi ki dua

Tarjama : Aye dilon ko pherne waale! Mera dil apne Deen par jama de.

Fazeelat / Hadees : Rasoolullah kasrat se yeh dua padha karte the.

Ya muqallibal quloobi sabbit qalbi alaa deenika.

[Tirmizi : 2140, Anas ]

5

Page 9: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

6 - Gam wa pareshaanidoor karne ke liye

Tarjama : Aye hamesha zinda rehne waale, sab ko thaamne waale ! Main teri rahmat ki ummeed ke saath tujh se faryaad karta hoon.

Fazeelat / Hadees : Rasoolullah ko jab koi gam ya pareshaani laahiq hoti to yeh kaha karte.

Yaa hayyu yaa qayyoom Birhamatika astageesu.

[Sunanut Tirmizi : 3524, Anas Bin Maalik ]

6

Page 10: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Subah wa Sham 7 martaba padhein

Allahumma ajirnee minannaar

Tarjama : Aye Allah! mujhe jahannam se najaat ata farmaaiye.

[Abu Daaood : 5079]

Fazeelat : Muslim bin Haaris Tameemi farmaate hain ke Rasoolullah ne un ke saath sar goshi farmaayi aur farmaaya ke jab tum magrib ki namaaz se faarig ho jaao to 7 martaba yeh dua padho, agar tum yeh dua padh loge aur usi raat mein tumhaari wafaat ho jaaye, to tumhaare liye jahannam se khalaasi likh di jaayegi, aur jab tum fajr ki namaaz padh lo, to ye dua padh liye karo, agar tum aisa kar lete ho, aur us din tum-haara intiqaal ho jaata hai, to tumaare liye jahannam se chhutkaara likh diya jaayega.

7

Page 11: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

8 - Dunya wa Aakhirat ki aafiyatke liye sab se behtareen dua

Tarjama : Aye Allah mein aap se dunya wa aakhirat ki aafiyat talab karta hoon.

Allaahumma inni as alukal aafiyata ’wal muaafaat fiddunya wal aakhirah

Fazeelat : Ek shakhs ne Huzoor ki khidmat mein aakar arz kiya ke aye Allah ke Rasool ! sab se behtar dua kaun si hai. Aap ne darje baala dua maangne ki talqeen farmaayi, doosre din bhi us ne aakar yahi sawaal kiya. Aap ne use yahi dua bataayi, jab teesre din aakar us ne yahi sawaal kiya, to Aap ne yahi dua bataayi aur farmaaya : jab tumhein dunya wa aakhirat ki aafiyat mil gayi to tum kaamiyaab ho gaye.

8

Page 12: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

9 - Beemaari (Nazare bad wagaira)se hifaazat ki dua

Bismillaahi arqeeka min kulli shai’in yu’zeeka min sharri kulli nafsin aw aini haasidin, Allahu yashfeeka bismillaahi

arqeeka.[Muslim : 5829, Abu Sa'eed ]

Tarjama : Main Allah ka naam le kar tujh par dam karta hoon, har us cheez se bachane ke liye jo tujhe takleef deti hai aur har nafs ke shar se aur har haasid ki aankh ke shar se. Allah tujhe shifa de,

9

Page 13: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Fazeelat / Hadees : Hazrat Jibraeel Nabi ke paas aaye aur arz kiya : Aye Muhammed ! Aap beemaar hain ? Aap ne farmaaya : Ji haan, to Jibraeel ne yeh dua di.

Allah ka naam le kar main tujh par dam karta hoon.

10

Page 14: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

10 - 4 Cheezon se bachne ki dua

Allahumma inni aoozubika min qalbil laa yakhsha’u wa min duaail

laa yusma’u wa min nafsil laa tashba’u wa min ilmil laa yanfa’u, aoozubika

min haaulaail arba.

[Tirmizi: 3482, Abdullah bin Amr ]

11

Page 15: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Tarjama : Aye Allah! Main na darne waale dil, qubool na hone waali dua, sair na hone waale nafs aur nafa na pohnchaane waale ilm se teri panaah chaahta hoon, Aye Allah! Main in 4 cheezon se teri panaah leta hoon.

Fazeelat / Hadees : Rasoolullah yeh dua farmaate the.

12

Page 16: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

11 - Jaadu se hifaazat ka nuskha

Aoozu biwajhillaahil azeemil lazi laisa shaiun a’zama minhu wa bikalimaatil

laahit taammaatil laati laa yujaawizuhunna barrunw walaa

faajirunw wa bi’asmaail laahil husna kulliha maa alimtu minha wama lam a’lam min sharri maa khalaqa wa

bara’a wa zara’a.[Muatta Imaam Maalik : 3502, Ka'ab Ahbaar ]

13

Page 17: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Tarjama : Main Allah ki us azeem zaat ki panaah maangta hoon ke jis se koi cheez badi nahin hai, aur (panaah maangta hoon) Allah ke un kalimaat ki jin se aage nahin badhta hai koi nek aur koi bura shakhs, aur (panaah maangta hoon) Allah ke tamaam naamon ki jo mujhe maaloom hai aur jo mujhe maaloom nahin hai, un tamaam cheezon ki buraai se jo us ne paida ki aur thheek banaai aur phelaai.

Fazeelat / Hadees : Hazrat Ka'ab Ahbaar farmaate hain ke agar mein yeh dua na padhta to yahood jaadu ke zor se mujhe gadha bana dete.

14

Page 18: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

12 - Museebaton se najaat haasilkarne ka nabawi nuskha

Subah wa shaam padhein.

15

Page 19: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Tarjama : Aye Allah ! Aap hi mere paalne waale hain, aap ke siwa koi ibaadat ke laaiq nahin hai, Aap hi par main ne bharosa

[Ibne Sunni : 57, Abu Darda ]

Allaahumma anta rabbi laa ilaahailla anta alaika tawakkaltu wa anta

rabbul arshil azeem. Maa shaa’allaahu kaana wa maa lam yasha’ lam yakun

wa laa haula walaa quwwata illaa billaahil aliyyil azeem. A’lamu annal laaha alaa kulli shai’in qadeeruw wa annal laaha qad ahaata bikulli shai’in

ilmaa. Allaahumma inni aoozubika min sharri nafsi Wa min sharri kulli

daabbatin anta aakhizun bi naasiyatihaa Inna rabbi alaa siraatim

mustaqeem.

16

Page 20: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

kiya aur aap hi azeem arsh ke maalik hain, jo kuchh Allah ne chaaha woh jo huwa aurAllah ne nahin chaaha woh nahin huwa aur gunaahon se bachne aur nek kaamon ke karne ki taaqat Allah ki madad hi se milti hai jo bulandi waala, azmat waala hai, main yaqeen karta hoon ke Allah Ta'ala har cheez par poori qudrat rakhne waala hai aur yeh ki Allah Ta'ala ka ilm har cheez ko ghere huwe hai. Aye Allah! main Aap ki panaah maangta hoon, mere nafs ki buraai se aur har us jaanwar ki buraai se jis ki peshaani Aap ke qabze mein hai, beshak mera Rab seedhe raaste par hai.

Fazeelat / Hadees : Hazrat Abu Darda farmaate hain ke main ne Rasoolullah ko farmaate huwe suna ke jo shakhs in kalimaat ko subah padhe to shaam tak koi museebat nahin pohnchegi aur shaam ko padhle to subah tak koi museebat nahin pohnchegi.

17

Page 21: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

13 - Har qism ki aafiyat kanabawi nuskhaSubah wa shaam padhein.

Allaahumma inni as’alukal afwa walaafiyata fiddunya wal aakhirah.

Allaahumma inni as’alukal afwa walaafiyata fee deeni wa dunyaaya wa ahlee wa maalee, Allaahummas tur

18

Page 22: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Tarjama : Aye Allah main aap se aafiyat maangta hoon duniya aur aakhirat mein, Aye Allah main aap se maafi aur salaamati maangta hoon mere deen par meri duniya mein aur mere ghar waalon mein aur mere maal mein, Aye Allah ! dhaanp le mere aibon ko aur khauf ki cheezon se mujhe amaan de. Aye Allah! meri hifaazat kar mere aage se aur mere peechhe se aur mere daayein se aur mere baayein se aur mere oopar se. Aur main Aap ki azmat ki panaah leta hoon is se ke halaak kiya jaaoon mere neeche se.

[Abu Daawood : 5074, Ibne Umar ]

Fazeelat / Hadees : Huzoor hamesha subah wa shaam yeh dua padha karte the.

auraatee wa aamin rau’aatee, Allaahummah faznee mim baini yadayyawa min khalfee wa ainyameenee wa an

shimaalee wa min fauqee wa aoozubi’azmatika an ugtaala min tahtee.

19

Page 23: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Tarjama : Aye Allah! mere badan ko durust rakhiye, Aye Allah! mere kaan aafiyat se rakhiye, Aye Allah! meri aankhein aafiyat se rakhiye, aap ke siwa koi ibaadat ke laaiq nahin.

Fazeelat / Hadees : Rasoolullahrozaana subah wa shaam ke waqt yeh dua 3, 3 baar padha karte the.

Subah wa shaam 3 martaba padhein.

14 - Badan ki salaamati ki dua

Allaahumma aafinee fee badani,Allaahumma aafinee fee sam’ee, Allaahumma aafinee fee basari,

laa ilaaha illa anta.[Abu Daawood : 5090, Abu Bakrah ]

20

Page 24: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Tarjama : Allah ke naam ke saath main ne subah ki jis ke naam ki barkat se koi cheez nuqsaan nahien pohnchaati, zameen mein aur na aasamaan mein aur wahi khoob sunne waala, bada jaanne waala hai.

Subah wa shaam 3 martaba padhein.

15 - Nuqsaan se bachne ki dua

Bismillaahillazee laa yazurru ma’asmihee shaiun fil arzi walaa

fissamaai wa huwas sameeul aleem[Tirmizi : 3388, Usman Bin Affaan ]

Fazeelat / Hadees : Rasoolullah ne farmaaya: Jo shakhs subah wa shaam 3 martaba yeh dua padh liya kare, use koi cheez nuqsaan nahin pohncha sakti.

21

Page 25: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Tarjama : Mere liye All h Ta'ala kaafi hainajis ke alaawa koi maabood nahien, Us par main ne bharosa kiya aur woh arshe azeem ka Rab hai.

Subah wa shaam 7 martaba padhein.

16 - Tamaam zarooraton ka hal

Hasbiyallaahu laa ilaaha illa huwa,alaihi tawakkaltu wa huwa rabbul

arshil azeem.[Abu Daaood : 5081, Abu Darda ]

Fazeelat / Hadees : Hazrat Abu Darda farmaate hain ke jo shakhs subah wa shaam 7 martaba yeh dua yaqeen ke saath ya bagair yaqeen ke padh le to Allah taala us ke har aham mas'ale ki kafaalat farmaayeinge.

22

Page 26: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

17 - Shaitaan ke asraat se hifaazat aur bhi kai fawaaid

10 Martaba subah aur 10 martaba shaam mein padhein.

Laa ilaaha illallaahu wahdahu laa shareeka lahu, lahul mulku

wa lahul hamdu wa huwa alaa kullishai’in qadeer.

[Musnade Ahmad: 8719, Abu Hurairah ]

Fazeelat / Hadees : Jo Shakhs subah yeh kalimaat padhe to us ke liye 100 nekiyaan likhi jaayegi aur 100 gunaah maaf kiye jaaenge, aur us ke liye ek gulaam aazaad karne ke baraabar sawaab hoga. aur shaam tak hifaazat mein rahega aur jis ne shaam ko padha to subah tak us ke liye aisa hi hota hai.

23

Page 27: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

18 - Aaseb aur saher wagaira sehifaazat ka Nabawi nuskha

Shaam mein 3 Martaba padhein.

Amsainaa wa amsal mulku lillaahi,wal hamdu kulluhu lillaahi, aoozu billaahillazi yumsikus samaa’a an

taqa’a alal arzi illaa bi’iznihi min sharri maa khalaqa wa zara’a wa min sharrish shaitaani wa shirkihi.

[Amalul Yaum Wallaila liibne sunni : 67]

Tarjama : Allah ke liye ham ne aur poori saltanat ne shaam ki, tamaam ta'areef Allah ke liye hai, main panaah leta hoon

24

Page 28: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Allah ki, jis ne aasmaan ko zameen par girne se roke rakha hai, makhlooq ki buraai se aur us buraai se jo phaili hai aur shaitaan ke shar aur us ke shirk se.

Fazeelat / Hadees : Rasoolullah ne Abdullaah bin Amr bin Aas se farmaaya: Bada achchha hota ke shaam ke waqt is dua ko 3 martaba padh lete.

19 - Sageera gunaahon se maafi ki dua

Tarjama : Allah ki zaat tamaam uyoobon se paak hai aur ta’areef usi ke liye hai.

Subhaanallaahi wa bihamdihi[Bukhaari : 6405, Abu huraira ]

Fazeelat : Rasoolullah ne irshaad farmaaya : Jis ne rozaana 100 martaba yeh dua padhi us ke tamaam (sageera) gunaah maaf kar diye jaayeinge, agar che woh kasrat mein samandar ke jhaag ke baraabar hon.

25

Page 29: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Fazeelat / Hadees : Rasoolullah nefarmaaya : jo shakhs har farz namaaz ke baad.

20 - Har Farz namaaz kebaad Padhein

aur 34 martaba

Allaahu akbar

33 martaba

Subhaanallaah33 martaba

Alhamdulillaah

[Muslim : 1377, Ka’ab bin Ujrah ]

padhta hai woh kabhi nuqsaan mein nahi rehta.

26

Page 30: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

21 - Manzil

27

Page 31: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

28

Page 32: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

29

Page 33: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

30

Page 34: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

31

Page 35: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

32

Page 36: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

33

Page 37: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

34

Page 38: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

35

Page 39: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

36

Page 40: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

37

Page 41: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

1

23

4

56

1

53

4

1

2

38

Page 42: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

23

4

5

1

3 2

54

5

6

39

Page 43: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Fazeelat / Hadees : Rasoolullah

farmaate hain ke jis ne istikhaara kar liya kare woh kabhi nuqsaan nahi uthaayega.

[Tabraani Ausat : 6627, Anas bin Malik ]

Allah ke faisle par raazi rehna insaan ki nek bakhti ki alaamat hai aur istikhaara na karna bad qismati hai. [Tirmizi : 2151, Sa'ad ]

Rasoolullah istikhaara is tarah sikhaate the, jaise Qur'aan ki sooratien sikhaate. Aap farmaate hain jab koi ahem kaam ho to 2 rakaat istikhaara ki niyyat se nafl namaaz padhne ke baad istikhaare ki yeh dua apdhein. [Bukhari : 6382, Jaabir ]

Note : Lafz 2 jagah aaya hai, yahaan pahnoche to apne kaam ka naam lein ya dil mein us kaam ka khayaal karein jis ke baare mein ishtikhaara kiya hai.

Istikhaara ka jawaab : Khawaab mein us cheez ko dekh le ya dil mein koi baat jam jaaye ya jis cheez ke liye istikhaara kiya gaya hai us ke liye rasta aasaan ho jaaye ua rukaawat paida ho jaaye.

Page 44: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

41

Page 45: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Allahumma inni astakheeruka bi ilmika

wa astaqdiruka bi qudratika

wa as’aluka min fazlikal azeemi

fa-innaka taqdiru wala aqdiru wa

ta’lamu wala a’lamu wa anta allaamul

guyoob. Allaahumma in kunta ta’lamu

anna khairullee fee deeni haazal amra

wa ma’aashi wa aaqibati amree

faqdirhu lee wa yassirhu lee summa

baarik lee feehi wa in kunta ta’lamu

anna sharrul lee fee deeni haazal amra

wa ma’aashi wa aaqibati amri fasrifhu

anni wasrifni anhu waqdir liyal khaira

haisu kaana summa arzini bihi.42

Page 46: HIFAAZAT - Deeniyaturdu.deeniyat.com/wp-content/uploads/2016/01/Hifazat...1-Shaitaan se hifaazat ki dua 2-Kisi bhi cheez ke shar se hifaazat ki dua 3-Nazare bad ka ilaaj ... Hazrat

Tarjama : Aye Allah ! Main tere ilm ke zariye tujh se bhalaai maangta hoon, aur teri qudrat ke zariye tujh se qudrat talab karta hoon aur tere azeem fazl ka tujh se sawaal karta hoon, is liye ke tu (har kaam ki) qudrat rakhta hai aur main (kisi bhi kaam ki) qudrat nahin rakhta aur tu (sub kuchh) jaanta hai aur main (kuchh) nahin jaanta, aur tu hi tamaam chhupi huwi (baaton) ko achchhi tarah jaanne waala hai. Aye Allah ! agar tere ilm mein mere liye yeh kaam mere deen aur duniya aur mere kaam ke anjaam mein behtar hai to us ko mere liye muqaddar farma, aur us ko mere liye aasaan kar de phir mere liye us mein barkat ata farma aur agar tere ilm mein mere liye yeh kaam mere deen aur duniya mere kaam ke anjaam mein bura hai to us ko mujh se aur mujh ko us se door farma aur mere liye bhalaai muqaddar farma, jahaan kahin bhi ho, phir us par mujhe raazi farma.

43