urdu shayari book- azhar sabri

Upload: azhar-alam

Post on 10-Oct-2015

152 views

Category:

Documents


13 download

DESCRIPTION

This is the urdu shayari book written by Azhar Sabri more than 30 shayari included.

TRANSCRIPT

  • Poetry Series

    Azhar Sabri- 21 poems -

    Publication Date:September 2014

    Publisher:PoemHunter.Com - The World's Poetry Archive

    Poems are the property of their respective owners. This e-book was created by Azhar Sabri onwww.poemhunter.com. For the procedures of publishing, duplicating, distributing and listing of the poemspublished on PoemHunter.Com in any other media, US copyright laws, international copyright agreements andother relevant legislation are applicable. Such procedures may require the permission of the individuals holdingthe legal publishing rights of the poems.

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 2

    Azhar Sabri (10-01-1990)Azhar Sabri (Urdu: ???? ?????) born 10 January 1990, is an Indian UrduPoet, Writer, and Engineer. He has written poetry of various genres includingLove, Love lost, Motivational/Nationalism, Social, and young adult.Education and Career:After high school in 2005 (SSC) and higher secondary studies in collegeHigher Secondary (School) Certificate HSC from mirza ghalib collegeGaya in 2007, he studied computer at the Jetking Infotrain, an affiliatedinstitute and graduated from Magadh University in 2014 with an Englishlanguage degree After graduation, he worked at a Pc Solution for a while.Basically belong from a remote village belwar which is in gaya distt bihar,very backward in the field of education, but very tough life not so easy tomanage. completed matriculation and moved to gaya for intermediate. Heinvolved in the field of writing from there faced alot of problem for theenglish language.He got admission with english(hons) in degree for language improvement,but not get response very well, becouse of there were not any source topromote my skills, also participated many social and college function toimprove language and remove hesitation which was intend inside. but neverthink to pen down as per intention, after completion of graduation frommagadh university joined pc solution as a Desktop support engineer andserved around 2 years. and continued to write and written on many genresof poetry. and also penning up for write a book and hope it would be comeout soon.

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 3

    AkelapanFakhar karta hai khud pe fighar karke akelapanBahein filaye baitha hai firaq me akelapanHar simt gulshan me bhi hamesha akela hi rahaSaaye ki tarah lipta hai har waqt akelapanMain chal raha tha bheed me tanhai ko soch soch karAwaaz de raha tha har shay me akelapanFurkat ko dekh dekh kar khush hota hai wo har ghadiFitrat se aa baitha hai mere daman me akelapanKhushi ka talab kiya to kismat bhi saath chhod diyaWo le gaya khushi ka pal or de gaya akelapanAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 4

    AnshuAaghaz mohabbat ka ek daur aisa thaFarsh pe thamte nahi the kadam uskeMila sila muhabbat me judai ka toAnjam ki surat dekh tham gaye faham uskaAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 5

    Azal se aashna...Azal se aashna ka aaghaz kiya usneZehan me ek khawab aabad kiya usneMaine to taamir talaf bhi na kiyaEk din taamir sukhan shaad kiya usneAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 6

    Bewafa E Mohabbatbewafa naam hai mohabbat me chod jane ka,kyu intezar ab bhi itna hai uske aane ka.wo gayi to meri duniya khilawat sa ho gayaor khilawat kar diya is duniya me mere ashiyane kaAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 7

    ChahatSuhani shaam hai tanha or tumhara naam hai,Is mausame bahar me tumhari ek jhalak chahta hun.Koi mujhse puchhe mai kya chahta hun,Main tumhe tumhari zindagi or khushi chahta hun.Main tumhe bhula dun to jaan nikal jaegi,Kyunki tum basti ho mere sanso me isliye zindagi chahta hun.Tum chale bhi gaye ek lamho ke bina danish,Jaha bhi raho mai sada tumhari raza chahta hun.Wo khud hi nawaze is nemat se azhar,Yahi mai dua bakhuda chahta hun.Azhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 8

    Daga-e MohabbatYu to har lamho ko sanwara tha is kadar,Kamyab zindagi ko magmoom kar gaya koi.Usne ijhare mohabbat kiya hi kyu tha,Is alam me mujhe posidah kar gaya koi.Tumne to use chand se umdah samjha hamesha,Is chand si roshni ko bhi gamgin kar gaya koi.Tumne badi zafukash se bhula diya us manjar ko,sabik us chiragah me magloob kar gaya koi.

    Sabar rakhne walo ko manjil dikha de ya rab,sare jahan me ye dua kar gaya koi.Azhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 9

    Dikha de rasta...Dikha de rasta manzil ka wo asbab mil jaye to kyaChalein us raah me nazafat ka ek khawab mil jaye to kyaFasana yun hua azhar Khila ek khawab bagho meKhushboo bhari mazmaan me ek ghulab mil jaye to kyaAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 10

    Dil nahi milta....Dil nahi milta saro-baazar mil gayaIs kaum ki kafash me kya karar mil gayaChaha tha ek lamha khushi ka baa-adabBad-kismati se dard ka sansar mil gayaFulon ko dekhta tha uljhe hue kanto seOr bagho ko berukhi ka deewar mil gayaThaa fasla deewaro ka kuchh hamare darmiyanIsme bhi ibtida ka ek daraar mil gayaGurbat me kaat di hai har lamha zindagi kaAakhir me jo mila hai sab bekaar mil gayaAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 11

    DostTamam tazkirah me azeem tajkirah hai dosk ka,Mano to sabse ohda or nirala safar hai dost ka.Dosti me har sakhsee pahlu ka zikra kar lete hai log,Itemade itna hai ki dil se qadar karte hai dost ka.Kabhi tabit karke lagta hai zamane me kuchh talaf kiya,Milne ke baad utna hi fikr maloom hota hai dost ka.Kisi ke dosti ka tazkirah jab bhi dekhta hu mainGuzastah zamane ka manjar nazar ata hai dost ka.Tumne to dosti ka har farz kamil ki hai Azhar,Is hayat-e safar me hamesha mutaffir ho dost ka.Azhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 12

    Fasana-e isquWo byan kar gaya ek manzar aligar seHar pal ko trasha or arz kiya apne yar seKya pata ye sila milta hai dil lagane kaPyar ki kashti ko utara tha bade pyar seJakaham jo banta hai wo dikhta nahi jism peOr abae chashme bhi rukta nahi abesaar seAksar roshni se ek aas dikhti hai zindagi kiChiragein jalaei baitha hai us intezar seArzemand hai wo sabar rakhte hai nasaaz ke baadJeete hai wo hamesha akubat ke ashrar seQamar ki chandani rato me wo pal yaad aye toDua karna ki shifa mile parwar digar seAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 13

    Gunahgaar hun uska....gunahgaar hun uska jispe harkat ubaal rakha haiukoobat ke bawajood bhi sabka khayaal rakha haihar pahlu ko nazar-andaaz usne kiya faham ke saathwo hai meri biwi jo ghar ko sambhaal rakha haifitna nahi hai ab bhi bagh-e-chaman me koijo tha mere tabiyat me sab kuchh nikaal rakha haiaadil hai bekasoor hai nazish nahi hai wohar shai me uska faisla uske aamaal rakha hainoor-e-tabassum ka sabab kuchh yun hua Azharfakat usi ke waste khud ko khangaal rakha haiAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 14

    Haseen GulabJab maine apne gulab ko haseen sa gulab diyaYe nazara dekh kar chand bhi sharma gayaBikher di chandani hamari sadakat ke wasteUska noor sa chehra bahut khoob nazar aayaAzhar Sabri

  • 51 evihcrA yrteoP s'dlroW ehT - moc.retnuHmeoP.www

    natsudniH '' ' ' ' ' ' '' ' ' '' '' '' irbaS rahzA

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 16

    InteqaamAbae talkh ki nisbat mujhe bekraar kiya haiIs hararat me jaam nafsh nisar kiya haiArzmand bhi tha mai par nazarah kuchh ajeeb huaYe manzar usne kayam saro bazaar kiya haiKya pata tha badle ki aag sulag uthegi aajUsne bade mijaz se ye waar kiya haiZehan me aabad hai beete fasane aaj bhiAjeeb waqt ki fitrat ne ye qarar kiya haiMaine dakhal diya tha kisi zamane me azharAur aaj usne paimana aar paar kiya haiAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 17

    KhawabLikh diya hai naam mere naam ki tarahKar gaya ye kaam bhi har kaam ki tarahMain bhi kaatib tha ek zamaane ka adeebTohfe me de gaya kalam aan baan ki tarahUsne chhed di mujhe ghazlon ki waar seTakraata raha har waar daro deewar seLikh deta shahro saaj ek shaam ki tarahTha dil me pukhtagi mere imaan ki tarahNafrat nahi tha mujhko kabhi us daur meYe sila mila hai chahat me jaam ki tarahKeemti waqt dekar kharide the kuchh khawabBik gaya har khawab saajo samaan ki tarahAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 18

    NaraazgiYun humse rooth kar kab tak rahogi jaanemanNashaad hone ka shabab ek baar to de de.Kar dun tumhare naam gulishtan sare jahan kaChehre pe tabassum ki jhalak ek baar to de de.Azhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 19

    Parwaaz kar gayi...Parwaaz kar gayi raatein per baat kyun nahi jaatiKat gayi har raat per ye raat kyun nahi jaatiSaaye ki tarah lipta hai is hayate safar mePer waqt to zayad nahi aukaat kyun nahi jaatiKar gaye chiraghon ko bhi fiza ki hawaleBujhane ke waste koi aukaat kyun nahi aatiBah gaye har khawan ankho se ashk ke sathIs khawab ko dhone koi shailaab kyun nahi aatiMousam hain ghani wadiyo sa ye suhana shaamIs alam bhari shahar me barshat kyun nahi aatiUdi hai khaak basti me shahar me kyun hai sannataShahar se chalkar aati thi per ab wo kyun nahi aatiUse jab bhi dekhta hun dil ke darinchon seAnkh lagti to hai magar chain ki neend kyun nahi aatiAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 20

    Roshni ke waste...Roshni ke waste ankhein taras gaiGhurbat me kat di hai har lamha zindagi kaAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 21

    Waadein kiye the...Waadein kiye the pyar ke wo jan bujhkarBite the kai saal wo bhi jaan bujhkarMaine kiya tha haq ada aabru ke saathUsne kiya bimaar mujhe jaan bujhkarAzhar Sabri

  • www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive 22

    Ye hai deewano...Ye hai deewano ka shahar jara dekh dekh karMain bhi is shahar ka jara dekh dekh karDeewane kai ghumte hai is shahar me aaj bhiMagar rakhna apna kadam jara dekh dekh karAzhar Sabri

  • 32 evihcrA yrteoP s'dlroW ehT - moc.retnuHmeoP.www

    '' ' ' ' ' ' '' ' ' '' '' '' irbaS rahzA

    Table of ContentsCOVERBIOGRAPHYAkelapanAnshuAzal se aashna...Bewafa E MohabbatChahatDaga-e MohabbatDikha de rasta...Dil nahi milta....DostFasana-e isquGunahgaar hun uska....Haseen GulabHindustanInteqaamKhawabNaraazgiParwaaz kar gayi...Roshni ke waste...Waadein kiye the...Ye hai deewano...