bismillah hir rahmaan nir rahim - islamic laws - raising ... · web viewzaruri tazkerah...
Post on 15-Mar-2018
835 Views
Preview:
TRANSCRIPT
Bismillah hir Rahmaan nir rahim
Bismillahe Wa Behi Nashteen
Zaruri Tazkerah
Tafheem fuqaah ki yeh kitaab shion ke Marjah Ala Hazrat Ayatullah Al azam Aqae sayed Ali Hoosaini Sistani madzalah al ala ke fatwohn par mooshtamil hai takeh AAp ke maqaledeen roz marah pesh aane waale massael ka sharei hukm mloom kar saken.
Is edition ki farsi kitaab se tatbeeq aur islah wa naazar ke liye hum Hujatullah al islam Ghulam Raza Ruhani sahib aur janaab Maulanaa Sayed Zullfiqaar Ali Zaidi Saheb ke shukr guzar hain. Nez yeh keh proof reading ke vaqt hata al imkan Ehteyaat barti gayi hai. Laikin imkan khata ke pesh nazar iltemaas hai keh dauraane mutaleah agar aap koi khaami mahsoos karen to meharbani farma kar humein zaroor aagah kijiye takeh aendah edition mein is fard gazashat ko door kiya ja sake.
Dua hai keh Khuda wand manaan humari is khidmat ko apni bargah aala mein qabool farmaye aur hume shariat islam ki khidmat ka zayada se zayada mauqa inaayat farmaaye.
Wa hauwal wali ul taufeeq .
(Idarah)
Mujtahid ki Taqleed
Hazrat ImamHasan Askari Alaih salaam ka irshaad garaami hai :
Logon ko chahie keh fuqha ( yani Ehkaam shariat ko tafseel wa tehqeeq ke sath janne waale mujtahdeen) mein se jo shakhs apne aap ko goonaahon se bachaata ho, apne deen ki hafazat karta ho ( yani apne deen par sakhti se qayam ho) apni naafsani khuahishat ka ghulaam ho aur Ehkaam Illahi ki ata-at karta ho is ki taqleed karen. Is ke bad Imam Alaih salam ne farmaya : yeh ausaaf mdoode chand shiah fuqha mein se hain, sab mein nahin. ( Ehtejaj tabrisi, jild 2, safah263)
Wali Asr Hazrat Imam Mehdi Ajalallah tala farjah Alsharif farmate hain :
Ghaibat Kubra ke zamaane mein pesh aane waale halaat ke silsile mein humari hadeeson ko bayan karne waale rawion ki taraf rajoo karo kioon naa keh woh humari taraf se tum par isi tarah hujat hain. Jis tarah hum Allah ki taraf se hujat hain. ( kamal aldeen wa tamaam ulema sheikh sadooq)
Amah kareem ke mandarjah bala farmodaat ke pesh naazar in tamaam logon par jo darjah ejtahaad par faez nahin hain, apne zamaane ke jamae alsharaet mujtahid ki taqleed karna wajib hai kioon naa keh is ke baghair in ki ebadaat au raise tamaam amaal jin mein taqleed zaruri hai batil ho jate hain.
Islam azeez ki shariat gharah ke farooe massael ka tafseel mkhaz ( Quran, Hadees, Ejmae, Aqal) se sharae hukm estanbaat karne ka naam ejtehaad hai aur mujtahid ke batae hue fatwohn ko bagair daleel ke jannaa aur in par amal karna taqleed hai. Jo shakhs rutbae ejtehaad hasil kar chukka ho is ke liye taqleed karna jaez nahin hai albatah jo khud mujtahid naa ho is par taqleed karna wajib hai. Agar che ejtehaad aur taqleed ke alawah ek teesri surat bhi mumkin hai. Yani yeh keh Ehteyaat par amal kiya jae Laikin yeh har ek ke bas ki baat nahin hai. Ehteyaat par wohi shakhs amal kar sakta hai jo mukhtalif msael mein tamaam mujtahdeen ke ekhtalafi fatwohn se poori tarah bakhabar ho aur aisa tareeqae amal ekhteyar kar sake jis mein jameat paee jati ho. Zahir hai keh yeh kam bhi taqreeban ejtehaad hi ki tarah dashwaar aur mooskil hai. Pas humare liye do hi suratein baaqi rah jaat hain. Yani ya mujtahid bane ya phiur mujtahid ki taqleed Karen.
(Idarah)
Anwanaat
Ehkaam taqleed
Ehkaam Tahaarat
Mutlaq aur Muzaaf paani
Kur jitnaa paani
Qaleel paani
Jaari paani
Baarish ka paani
Koonwein ka paani
paani ke Ehkaam
Baitul khula ke Ehkaam
Istebra
Rafae hajat ke moostajaat aur maqroohaat
Najaasat
Peshaab wa Paakhanaah
Mani
Murdar
Khoon
Kutta aur soor
Kafir
Sharaab
Najaasat khane waale Haiwaan ka paseenaah
Najaasat sabat hone ke tareeqe
Paak cheez najis kaise hoti hai?
Ehkaam najaasat
Mutahraat
Paani
Zameen
Suraj
Istehaaalah
Inqalaab
Inteqaal
Islam
Tabaeat
Ain najaasat ka door honaa
Najaasat khane waale Haiwaan ka Istebra
Musalmaan ka ghaeb ho janaa
Anwanaat
Mamool ke mutabiq (zibah ke) khoon ka beh janaa
Bartano ke Ehkaam
Wazu
Irtemassi wazu
Wazu ki mustahab duaein
Wazu sahi hone ki sharaet
Wazu ke Ehkaam
Woh cheezein jin ke liye wazu karna zaruri hai
Mubtalaat wazu
Jabeerah wazu ke Ehkaam
Wajib ghusl
Janaabat ke Ehkaam
Woh chhezein jo majnaab par haram hain
Woh cheezein jo majnaab ke liye makruh hain
Ghusl janaabat
Tarteebi ghusl
Irtemassi ghusl
Ghusl ke Ehkaam
Istehaazah
Istehaazah ke Ehkaam
Haez
Haezah ke Ehkaam
Haezah ki qismein
Vaqt aur adad ki aadat rakhne wali aurat
Vaqt ki adat rakhne wali aurat
Maztarbah
Mabtadeh
Naaseah
Haez ke mutafarraq massael
Naafaas
Ghusl massse mayyat
Mutahzar ke Ehkaam
Marne ke bad ke Ehkaam
Ghusl, kafan, Namaaz aur dafan ka wajoob
Ghusl mayyat ki kaifiyat
Kafan ke Ehkaam
Hunoot ke Ehkaam
Namaaz mayyat ke Ehkaam
Namaaz mayyat ka tareeqa
Namaaz mayyat ke moostahbaat
Namaaz waishat
Qabr kooshaee
Mustahab ghusl
Tayyamum
Tayyamum ki pehli surat
Tayyamum ki dusri surat
Tayyamum ki teesri surat
Tayyamum ki chauthi surat
Tayyamum ki panchwi surat
Tayyamum ki chhati surat
Tayyamum ki satween surat
Woh cheezein jin par tayyamum karna sahi hai
Wazu ya ghusl ke badle tayyamum kane ka tareeqa
Tayyamum ke Ehkaam
Namaaz ke Ehkaam
Wajib Namaazein
Rozanaa ki wajib Namaazein
Zohar aur Asr ki Namaaz ka vaqt
Namaaz Juma ke Ehkaam
Namaaz Juma ke chand Ehkaam
Maghrib aur Isha ki nmaz ka vaqt
Subah ki Namaaz ka vaqt
Auqaat Namaaz ke Ehkaam
Who Namaazein jo tarteeb se padhni zaruri hain
Mustahab Namaazein
Rozanaa ki naaflon ka vaqt
Namaaz ghufaila
Qible ke Ehkaam
Namaaz mein badan ka dhapnaa
Namaazi ke lebaas ki shartein
Jin surton mein Namaazi ka badan aur Lebaas paak honaa zaruri nahin
Who cheezein jo Namaazi ke lebaas mein mustahab hain
Who cheezein jo Namaazi ke lebaas mein hain
Namaaz padhne ki jagah
Woh maqaamaat jahan Namaaz padhnaa mustahab hai
Woh maqaamaat jahan Namaaz padhnaa makruh hai
Massjid ke Ehkaam
Azaan wa eqaamat
Azaan wa eqaamzt ka tarjuma
Namaaz ke wajebaat
Niyyat
Takbeer tul ehraam
Qayam yani khadha honaa
Qaraet
Rukoo
Sujood
Woh cheezein jin par sajdah karna sahi hai
Sajdah ke moostahbaat aur makruhaat
Quran majid ke wajib sajde
Tashahud
Naamz ka salaam
Tarteeb
Mawalaat
Qoonoot
Namaaz ka tarjuma
Surah Alhamd ka tarjuma
Surah Ikhlaas ka tarjuma
Rukoo, sujood aur in ke bad ke mustahab azkar ka tarjuma
Qoonoot ka tarjuma
Tasbeehaat arabeaa ka tarjuma
Tashahud aur salaam ka tarjuma
Taqeebaat Namaaz
Paighambar akram sallalaho alaih wa aaleh wassalam par salwaat
Mubtalaat Namaaz
Who cheezein jo Namaaz mein makruh hain
Woh surtein jin mein wajib Namaazein tori ja sakti hain
Shakiaat Namaaz
Woh shak jo Namaaz ko batil karte hain
Jis fael ka mauqa guzar gaya ho is mein shak karna
Salaam ke bad shak karna
Kaseer alshak ka shak karna
Imam aur muqtadi ka shak karna
Mustahab Namaaz mein shak
Shahi shakook
Namaaz Ehteyaat padhne ka tareeqa
Sajdae sahoo
Sajdae sahoo ka tareeqa
Bhoole hue sajde aur tashahud ki qazaa
Namaaz ke ajza aur sharaet ko kam ya zayada karna
Moosafir ki Namaaz
Mutafarraq massael
Qazaa Namaaz
Baap ki qazaa Namaazein jo badhe bete par wajib hain
Namaaz jamaet
Imama Jamaet ki sharaet
Namaaz jamaet ke Ehkaam
Jamaet mein Imam aur muqtadi ke faraez
Namaaz jamaet ke makruhaat
Namaaz Ayat
Namaaz Ayat padhne ka tareeqa
Eid ulfitr aur Eid Qurbaani ki Namaaz
Namaaz ke liye ajeer banaanaa
Roze ke Ehkaam
Niyyat
Mubtalaat roza
Khanaa peenaa
Jama
Istamnaa
Khuda aur Rasool par bohtaan boondhnaa
Ghubbar ko halaq tak pohoonchanaa
AAzaan subah tak janaabat, Haez aur naafaas ki halat mein rahnaa
Haqnaa lenaa
Qae karna
In cheezon ke Ehkaam jo roze ko batil kari hain
Woh cheezein jo rozahdaaron ke liye makruh hain
Aise mawaqe jin mein roze ki qazaa aur kaffarah wajib ho jate hain
Roze ka kaffarah
Woh surtein jin mein qazaa roze ki qazaa wajib hai
Qazaa roze ke Ehkaam
Moosafir ke roze ke Ehkaam
Woh log jin par rozah rakhnaa wajib nahin
Mahine ki pehli tareekh sabit hone ka tareeqa
Haraam aur makruh roze
Mustahab roze
Woh surtein jin mein mubtalaat roze se padhez mustahab hai
Khums ke Ehkaam
Karobaar ka moonaafa
Mdani kanein
Garha hua dafeenaah
Woh halal maal jo haraam mein makhloot ho jaaye
Ghawasi se hasil kiye hue moti
Maa; Ghanimat
Woh zameen jo Zimmi kafir kisi musalmaan se khareede
Khums ka massarraf
Zakat wajib hone ki sharaet
Gehoon, jo, khajoor aur kashmish ki zakat
Sone ka naasaab
Chandi ka naasaab
Oonth, gaye aur bher
top related