noor-e-irfaan volume 5

Post on 21-Jul-2016

323 Views

Category:

Documents

8 Downloads

Preview:

Click to see full reader

DESCRIPTION

 

TRANSCRIPT

RATT-JAGAA SURAEE QADR KAR LENOOR DAAMAN MEI(N) WAL FAJR BHAR LEINNAMAA KO TAHAARAT MILI HAYAAJ ZAHRA KI SHAADI RACHI HAY

JAAMe KAUTHAR KE BAT NE LAGEI(N) HAI(N)JOH THE BEHKE SAMBHAL NE LAGEI(N) HAI(N)MAYQADE SE SADAA AA RAHI HAYAAJ ZAHRA KI SHAADI RACHI HAY

KEHDO SURAJ SE BHI DUUR JAAYEKAR DO E’ELAAN WOH WOH NA AAYEAAGH JIS JIS KO BHI LAG RAHI HAYAAJ ZAHRA KI SHAADI RACHI HAY

CHAAND SHARMAA RAHA HAY BICHAARABAYTE ZAHRA MEI(N) HAY HUSNa SAARAAHAR TARAF ROSHaNI ROSHaNI HAYAAJ ZAHRA KI SHAADI RACHI HAY

LIKH-KHU(N) “MAAJID”KHUSHI KE FASAANE“SHAADaMAAN” TUM SUNAAOO TARAANEYEH PAYAMBAR KE GAR KI KHUSHI HAYAAJ ZAHRA KI SHAADI RACHI HAY

AL AJAL AL AJAL YAA IMAME ZAMAA(N) ATFS

AL–AJAL AL-AJAL YAA IMAME ZAMAA(N)AL- AJAL AL-AJAL YAA SHAHE I(N)SO JAA(N)

AAPa NOORE KHUDA HAI(N) SHAHE BEHRO BARAAP SHAMSE NABUWAT KE HO QAMARMUNTAZIR AAPa-KE HAI(N) SAB JIN-NO BASHAR

AL GIYAATH KHAALIQE SAYAADUL-IHTIRAAMAL GIYAATH MERE MAWLA AY MERE IMAAMAL GIYAATH AY HAMAARE IMAME ZAMAA(N)

SHAAHa RANGE ZAMAANA HAI BIGRAA HUWAADILSE IMAAN LOGO(N) KAA UKHRAA HUWAALAAWO TASHREEF JALDI IMAAME ZAMAA(N)

2

ZULFIQAARE ALI KO MIYAANa SE LOISLAAMI ALAM KAANDHE PE RAKHOKARDO SHAAHa JAHAA(N) MEI(N) AMNO AMAA(N)

SHIYO(N)KO MAWLA JALDa SHAADa KAROAUR ADLaSE JAHAA(N) KO AABAAD KAROWAASTA PANJETAN KA IMAME ZAMAA(N)

HAY YEH KHUD EK GULAAM AAPKA MAWLAUSPE RAKHIYO NIGAAHE(N) KARAM AAQAARAWZE MAHSHAR SHAFE’ HO IMAAME ZAMAA(N)

AL MADAD MAULA RAZA

AL MADAD MAULA RAZA AL MADAD MAULA RAZARAUZO SHAB, SHAM-O-SAHAR YE WAZIFA HAI MERA

GARDISHE AY-YAAM MEI(N) GIRKAR MEI BILKUL CHUR THAAZINDAGI SE DUUR APNE AAPSE BHI DUUR THAAUS GHARI MUJ(H)KO TERE DARKA SAHARA MILGAYAA

KOWN HAY DILKI MURADE JO YAHA(N) PAATAA NAHI(N)AAP KE DAR SE KOI BHI KHALI HAATH JAATAA NAHI(N) HAM KO DAR SE AAP KE AWQAAT SE ZIYADAA MILAA

KHALQ MEI(N) MASHUUR HAI MUSHKIL KUSHAYI AAP KIKAR RAHE HAI JAANO DIL MIDHAT SARAYI AAP KIDUUR HO MUSHKIL HAMARI AY MERE MUSHKIL KUSHA

JO TABI-BOO(N) KI NAZAR MEI(N) THAA MARIZE LAAI LAAJDE-RAHI THI MOUT KO BHI ZINDAGI JIS KI KHIRAAJWO MARIZE LAA DAWAA DAR PAR TERE ACHA HUWA

MIL NAHI(N) SAKTI MERE MAULA TERI KOI MISAALJAANE AHMED RUHE HAIDAR FATEMA ZEHRA KE LAALAY SHAHAN SHAAHE KHURASA(N) IBNE SHAAHE KARBALA

AAJ BHI DUNIYA MEI(N) JARI HAY SAKHAAWAT AAP KIZARF SE BAR(H)KAR ATAA KARNA HAI AADAT AAP KIGHAYB SE HAR EK MO’MIN KA HO AB KARZA ADAA

HO SHAHE WALA KE MATAM DAAR JO BIMAAR HAI(N)HAR GARI JO ISHKE AHLEBAYT SE SARSHAAR HAI(N)SAY-YADE SAJJAD KE SADQE MEI(N) WHO PAAYE(N) SHIFAA

3

top related